Saturday, January 1, 2011

Aithbar..!

Ajeeb Shakhs tha har ek se pyaar mangta
tha,
Jahan na dard ho aisa dyaar mangta tha, Jo mangta tha wo dena meri bisaat na
thi,
Wo meri rooh ka muj se qaraar mangta
tha, Usay gharz thi na guloon na bulbuloon se
zara,
Wo fasl-e-ranj main fasl-e-bahar mangta
tha, Usay talab thi koi toot kar usay chahay,
Wo hath joor kar ulfat ka izhaar mangta
tha, Meray khaloos pay shayed tha shakk
usay,
Wafa ki raah ma wo AITBAAR mangta
thaa......!

ahmed faraz

Us ki "NIGAH" main itna assar tha, "FARAZ"
Khareed li us ne aik nazar main zindagi
humari..!

poetry..!